—
Score barhane ke liye:
payment waqt par clear karein,
weekly / monthly target poora karein,
admin se akhlaq se baat karein,
aur chhote mote masle khud hal karein — admin ko sirf tab message karein jab waqai bohot zaroori ho.
Baaki saare mamlaat ka tareeqa admin ki taraf se pehle hi bata diya gaya hai.
Zyada score par admin ki taraf se weekly gift aur mahine ke aakhir me cash reward milta hai.